How To Join Air Force वायु सेना की तैयारी कैसे करें Age, Physical, Paper

Indian Air Force आज के इस Air For Ki Taiyari Kaise Kare लेख मे हम आपको बताएगे की किसी प्रकार से भारतीय वायु सेना अर्थात How To Prepare Indian Air Force Exam की तैयारी कैसे करते है, कौन कौन सी पुस्तको की मदद से इस परीक्षा मे सफलता हासिल की जा सकती है, तथा कैसे वायु सेना मे नौकरी प्राप्त करे और शारीरिक क्षमता, Interview, Exam Test आदि की पूरी जानकारी हम आपको बहुत ही सरलतम बताएगे तो नीचे दि गई जानकारी को ध्यान से पढे।

indian air force ki taiyari kaise kare

Indian Air Force की तैयारी कैसे करें

Aap Sabhi log Jante Hain भारतीय वायुसेना Indian Air Force Hamare desh ki sabse Jyada Lokpriya Forces Me Se  Ek Hai भारतीय वायुसेना Apne Desh Ka Naam Se Hame बहुत गर्व Karati Hai Aaj Desh Ka Har Yuva Bharati Sena Mei Shamil Hona Chahta Hai chahe Phir Indian Air Force ho ya phir doosri Koi Sena agar aap ka Sawal Hai Indian Air Force Kaise join kare so aaj hum aap ko iske baare me Puri Jankari Yahan Par is post ke Madhyam se batayenge.

Aaj Hum Kis post ke dwara aapko batayenge ki how to join Indian Air Force Mai Ashutosh Mishra Aapko bataunga ki Indian Airforce Ki Taiyari Kaise Kare.

How To Join Air Force

Indian Air Force join karne ke liye candidate ke paas 2 option hote hain.

  1. Group – X
  2. Group – Y

Indian Air Force X,Y Group ke liye Requirement Notification Jaari Karta Hai Sabhi Candidates Ji Bhi Air Force join karna chahte hain in post ke liye apply kar sakte hain.

Indian Air Force Group X

Group X ki Posts ke liye Apply karne ke liye Candidates Ka Minimum 50% Marks in 12th pass Hona zaroori hai Aur uske sath Candidates ke paas 12th Physics or Math Ka Hona bhi zaroori hai yani ki Candidate ka Science Me 12th Pass Hona zaroori hai.

Indian Airforce Group Y

Group Y ke liye apply karne ke liye Kisi bhi Subjects 12th pass hona chahiye or 12 minimum 50% hona chahiye.

Air Force Age Limit

Group X – Indian Airforce X Group ke liye Age 17-21 Year hoti hai agar aap B.Ed ke baad आवेदन Karte Hai, To Age 20-25 Year Aur Agar aap Master Degree + B.Ed Ke Baad Apply Karte Hai To Age 20-28 Year Honi Chahiye.

Group Y – Air Force Y Group ke liye Age 17-21 Year Ke Beech Honi Chahiye. Jabki Musician Trade Ke Liye Age 17-25 Year Honi Chahiye.

Air Force Physical Test

Trade Height
  • Workshop Fitter (Mechanical)
  • Workshop Fitter (Smith)
  • Structure Fitter
  • Propulsion Fitter
  • Electronic Fitter
  • Electrical Fitter
  • Weapon Fitter
  • *Automobile Fitter
  • *Mechanical System Fitter
152.5 cm
Education Instructor 152.5.cm
Ops Assistant 152.5 cm
  • Admin Assistant
  • Accounts Assistant
  • Medical Assistant
  • Logistics Assistant
152.5 cm
  • Environmental Support Services Assistant (ESSA)
  • Cryptographer
  • Met Assistant
  • Communication Technician
152.5 cm
Auto Technician 165 cm (162.5 cm for North East & Hill stats)
Ground Training Instructor (GTI) 167 cm (162.5 cm for North East & Hill stats)
Indian Air Force (Police)[IAF(P)] PJI 175 cm
Indian Air Force (Security)[IAF(S)] 172 cm (162 cm for North East & Hill stats)
Musician 162 cm
NC(E) 152.5 cm

Air Force Selection Process

Indian Air Force Ki Selection Process 4 Steps Par Depend Karti Hai, Sabse

  • First Sabhi Candidates Ke Liye Written Exams Qualify Karna
  • Second Usko Physical Test Ke Liye Select Krna.
  • Third Interview Ke Liye Bulaya Jata Hai.
  • Four Medical Chekup Test Ho Jane Ke Baad All India Selected List Me Publish ki Jaegi. Fir Ja Kar Selection Milta Hai.
  • SSB Interview Training Centers

Indian Air Force Exams Tips

  1. Sabse Pahle Apne Jis Group – X,Y Ke Liye Form Bhare Hai Uski Puri Details Dekh Le, Acchi Tarah Notification ko Read kar Le.
  2. Selected Group Ke Official Syllabus Chek Kar.
  3. Candidates Ko Weak Point Ko Acche Se jaan Lena Chahiye Aur Jo Bhi Topic Clear Na Ho Use Acche Se Clear Kar le.
  4. Regular Study Ke Liye Time Table Create Kare.
  5. Previous Paper Ko Solve Kare Aur Jitne Ho Sake Previous Paper Ki Koi Book Jarur Lele Uski Help Se Question Ko Solve Kare.
  6. Kisi Acche Teacher Aur Advisor Ki Salah Le.
  7. Exam Ke Time Apni Health Ka Dhyan Rakhe Nahi To Physical Test Me Problem Aa Sakti Hai.
  8. Kuch Dino Ke Liye Only English Word Ka Jyada Use Kare Aur Bol Chal Me Badlaw Lae.
  9. Best Books Aur Selected Candidates Ki सलाह Le.
  10. Full Confidence Se Taiyari Kare.

Best Indian Air Force Book

Ye Questions Hamne bahut Se Students Prapt Hue Hai, To Niche Ham IAF Se Related best Books ke Bare Me Bataye Jinhe Aap Simple Le Sakte Hai (हम कोशिश करेगे की इन पुस्तको को हम आपके लिए Free मे PDF मे लेकर आए)।

  1. Air Force Common Admission Test (Upkar Publication)
  2. IAF Airmen Selection Test (Upkar Pub..)
  3. Air Force Recruitment Test (Upkar Pub..)

ध्यान दे: अगर इससे सम्बन्धित किसी प्रकार की अऩ्य जानकारी चाहिए तो हमे नीचे Comment करके अपने प्रश्न पूछे सकते है।

Join Telegram GroupJoin Now
WhatsApp GroupJoin Now
Avatar

मै आशुतोष मिश्र पत्रकारिता में 7 साल का अनुभव है, दैनिकजागरण, अमरउजाला के साथ कार्य का अनुभव SarkariHelp.com पर प्रतिदिन समाचार, न्यूज, खबरे, योजना, फाइनेंस आदि पर लेख लिखते है।

Leave a Comment

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.