B.A BACHELOR OF ARTS Ki Puri Jankari Hindi Me Graduation Details In Hindi

Hello Students, Aaj Ke Is Post Me Ham Apko Bataege Ki 12th Ke Baad BA BACHELOUR OF ARTS ka Vikalp Chunna Best hai Ya Nahi Aur Bachelor Of Art B.A Ki Puri Jankari Apko Dege ki Isme Career Kaise Banae Iske Complete Hone Ke Baad Kya kare, Fees Kitni Lagti hai Isme, Isme Scope kya Hai To Hamari Is Puri Jankari Ko Read Kare.ba kyA HOTA HAI

B.A Kise Kahte Hai

Hamare Country Me 12th ke Baad Sabse Jyada B.A Se Graduation Kiya Jata Hai 11th Me Arts Lene Wale Students ke Baad 12th Ke Baad B.A Ka Vikalp Best Hota Hai Yah Ek Graduation Programme Hai, Jise Complete Ya Pass Karne ke baad Students Graduate Kahlane Lagta Hai, Jo Bhi Students Graduation Simply Complete karna Chahte Hai Unke Liye Ye Sabse Best Hai, Kyuki Dusre Graduation B.Sc, B.com Etc. Thoda Hard And Difficult Hote Hai To Ye Sabse Simple Hai.

#B.A Kya Hota Hai

B.A Ek Prakar Ka Graduation Programme Hai Jise Karne Ke baad Students Graduate (स्नातक) Kahlata Hai.

#B.A Se Kaun Si Jobs/Naukri Milegi

Isme bahut Se Subjects Hote Hai Jisme Apke Intrest Ke Hisaab Se Subjects ko Choose kar Sakte Hai Aur Us Subjects Se Aap Scientist, Professor, Teacher, Government Jobs Pa Sakte Hai.

  • Ise Complete Karne Ke Baad Aap Post Graduation Kar Sakte hai. Ex- MA
  • Ise Start Rahte hue Aap One Day Examination Ki Taiyari Bhi Kar Sakte Hai. Ex- SSC, BANK, RLY Etc.
  • Ise Complete karne ke Baad Aap B.Ed Kar Lege To Aap Teachers Ban Sakte Hai.

#B.A Kitne Year ka Course hai

Yah 3 Years ka Course hai Regular Aur Private bhi Kar Sakte Hai Isme First 3 Semster Hote Hai.

  • First Semester Me Apko 3 Subjects Choose karne Padege.
  • Second Semester Me Apko Wahi 3 Subjects Rahege And
  • Third Semester Me Apko Koi Ek Subjects Ko Hatana Hoga Is Semester Me Kewal 2 Subjects hi Rahege.

#B.A Me Fees Kitni Lagti Hai

Isme Fees Bahut hi Kaam Lagti Hai Private Collages me 10-15 Thousand Lagbhag Tak Lagti Hai, Aur Government Collages Me To bahut Hi Kaam Fees hai.

इन्हे भी पढे:

Follow Google NewsClick Here
Whatsapp GroupClick Here
Youtube ChannelClick Here
TwitterClick Here

Leave a Comment

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.