CBSE Class 10th Ke Exam Ki Puri Jankari

CBSE Class 10th Ke Exam Ki Puri Jankari

Har Saal March Ke Month me Kendriya Madhyamik Siksha Board, CBSE 10th ki board exam ayojit karta hai. 2019-20 ke liye 10th Class ki Board Examination Ki Date-Sheet, CBSE ne jari kar di hai. Date-Sheet ke anusaar, Exam –, Wednesday se Start hogi.

Class 10 Board Exam Ke Liye Important Books

  1. Arihant NCERT Samadhan – Class 10 Ke liye Social Science
  2. Arihant NCERT Samadhan – Class 10 Ke Liye Math
  3. All In One – Suchna Takneek Ki neev – CBSE Class 10th II
  4. All in One – CBSE Math, Hindi ‘A’, Sanskrit.
  5. I-Succeed – 10 Sample Question Paper – Math-I

Class 10 Board Exam Ki Taiyari Ke liye Tips & Tricks

  • Daily Sabhi Subjects ko Acche Se Read Kare Ek time Table Ke Niyam anusaar.
  • Writting Skill ko Majbut Banae Aur Clear Writting Likhe.
  • Apne Kamjor Subjects ko Pahle Strong Kare Ki Kaun sa Topic Clear nahi Hai.
  • NCERT ki Books Par Dhyaan de.
  • Accha Time Table Banae.
  • Notes Taiyaar Kare.
  • Mock Test/Unsolve Paper Solved kare.
  • Syllabus Ko Acche Se Read Kare, Syllabus Ke hisaab Se Hi Padhe.
  • Kisi Bhi Exam Ko dabav me na Le.

Inko Bhi Read Kre>

 

Follow Google NewsClick Here
Whatsapp GroupClick Here
Youtube ChannelClick Here
TwitterClick Here

Leave a Comment

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.