Aaj Ke Is Posts Ke Madhaym Se Ham Apko Bataege Ki MP Vyapam Patwari Ki Taiyari kaise Kare Niche Hamne Pure Syllabus Aur Ane Wale Question Ko Dhyan Me Rakhkar Is Post Ko Apke Liye Available kiya Hai, Madhya Pradesh Se Bahut Se Candidates Is Post Ki Taiyari Ke Liye Bahut Hi Rujhan Me Rahte Hai To Is Naukri Se Related Jitni Bhi Jankari Ki Apko Jarurat Hai Wo Ham Apko Bataege Aur 100% Result Dilane Ham Apki Help Karege. Niche Diye Gaye Pure Post Ko Read Kare.
MP Vyapam Patwari Ki Taiyari Kare
Madhya Pradesh Patwari Madhya Pradesh Professional Examination Board (MPPEB) Ke Official Notfication Ke Anusar 9175 Posts ke Liye Notification Jari kiya Gaya Hai. Jisme Lakho Candidates Dwara Form Bhare Jaege. Apko Is Post Se Related Official Notification Ko Pahle Pura Read Karle, Jisse Apko Yah Help Milegi Ki Kis District Se Kitne Post Khali Hai Aur General, OBC, SC, ST, Etc. Ke Total Kitne Post Khali Hai. Apne District Se Aap Form Bhare Ya Kisic Aur District Se Bhi Bhar Sakte Hai.
- Must Read : Madhya Pradesh GK Questions And Notes
MP Vyapam Patwari Syllabus
Abhi New Syllabus ko Jari Nahi Kiya Gaya Hai Par Previous Year Me Hue Patwari Exam Ke Official Syllabus Ke Hisaab Se Apko Apni Taiyari Start Karni Hai, Jisse Apki Old Exams Se Related Kafi Help Milegi Niche Hamne Syllabus Ko Bataya Hai Jin Subjects Aur Topic Ki Apko Taiyari Karni Hai.
S.No | Subject Name | Exam Type |
1 | Computer | Objective Type |
2 | General Knowledge | |
3 | English | |
4 | Mathematics | |
5 | Hindi |
MP Patwari Exam Kaise Hoga
Niche Ham Apko Topic Ke Madhyam Se Bataege ki Exams Ki Type Se Hoge Jisse Aap 100% Result Prapt Ka Sake.
- MP Vyapam Patwari Ka Exam Online Hoga.
- Total Question 100 Puche jaege.
- Per Question Ke Liye 1 Marks Milega.
- Ye 2 Language Me Hoga Hindi/English.
- Online Exam Time 90 Minutes Ka Hoga.
- 5 Subjects Se Question Puche Jaege.
- Samanya Gyan, Maths, General Hindi, Villager Economics, Computer Knowledge.
MPPEB Patwari Exam Ki Jankari
MPPEB Patwari Exam | |
Name of the Exam Conducting Board | Madhya Pradesh Professional Examination Board (MPPEB) |
Total No of Vacant Posts available | 9129 Vacancies (7938 New Vacancies and 1731 Previous Vacancies) |
Name of the Examination | MPPEB Patwari Exam 2017 |
Name of the Posts | Patwari Posts |
Exam Location | Madhya Pradesh, India |
Job Location | Madhya Pradesh, India |
Madhya Pradesh Patwari Recruitment Notification Release date | 28th October 2017 |
Starting date to apply for MP PEB Patwari Jobs | will update soon |
Closing Date for Madhya Pradesh PEB Patwari vacancies online applying | 11th November 2017 |
MP Professional Examination Board Patwari Exam Date | 9th to 31st December 2017 |
Job Category | State Government Jobs |
Selection Process | Written Exam and Final List of Shortlisted Candidates |
Category | Previous Year Question Papers |
MP Professional Examination Board Official Website | www.vyapam.nic.in |
Follow Google News | Click Here |
Whatsapp Group | Click Here |
Youtube Channel | Click Here |
Click Here |