Railway Group D Salary se related bahut comments aae uske liye railway group d me salary kitni milti hai, group d ki salary kinti hoti hai, group d ko kitni salary milti hai aeshe bahut se questions comment me puche gaye hai to aaj usnke liye hamari ye post hai jisme ham apko bataege ki Indian Railway Group C & D Salary Details To is post ko acche se read kare.
Railway Group D Salary
Railway Group D & C se Related bahut se posts ate hai jinke bare me ham apko niche diye gaye article me batate hai jiski help se apko ye pata chal jaega ki group d me kitne post ate hai aur railway group D me kitni posts ati hai.
- Gateman
- Sweeper
- Porter
- Hamal
- Assistant Pointsman
- Helper
- Hospital Attendant
- Gateman
- Track maintainer (Trackman)
- Signal maintainer
- Electrical helper
- Khalasi
- Goods guard
Upar Diye gaye jitne bhi post ke bare me bataya hai wo railway group d post ke related ati hai jise Group d ‘4’ Category me rakha gaya hai ab baat ati hai iski salary ki to is bare me aap niche read kare.
Railway Group D Salary Kitni Hai
Official Notification Ke Related, Group D Posts CPC Payment metrix ke stage me first stage me ate hai jinko grade ke anusar Salary – 18000 Rs. Starting me diye jate hai, aur kuch extra bhatte bhi hote hai jinko add karke milta hai.
Post Group | 6th CPC Pay scale/Grade Pay | Initial Basic Pay after 7th CPC | Gross Salary per Month |
---|---|---|---|
|
5200-20200 with Grade Pay 1800 |
18000 1260 2311 |
22000 – 26800 |
[su_note note_color=”#ebf4ff” text_color=”#222″ radius=”0″]
कुछ Extra Work या किसी अन्य परिस्थिति मे Payment अधिक भी होती है, जैसे –
- Night Duty Allowance.
- Dearness Allowance. (DA)
- House Rent Allowance (HRA)
- Transport Allowance
- Daily Allowance Overtime
- Allowance (OTA) etc
[/su_note]
Que. – Railway Group D Me Kitni Salary Milti Hai?
Ans.- Railway Group D Me Kam Se Kam 18000Rs. Se Salary Ki Starting Hoti hai, Aur Bhatte भत्ता, Jobs Central Ke anusar aur jyada hoti jati hai.
Que. – Railway Group D Me Kya Karna Hota hai?
Railway Group D Work
jaisa ki apko upar hamne topic ke madhyam se saf saf bataya hai ki group d ki post me kitne type ki posts ati hai to us post ke name ke hisaab se apko samjh aega ki kaha kaha par kis post me kya karna hoga.
to kaisi lagi apko hamari railway group d salary details ki jankari is bare me agar apke pass kuch questions ho to hamw niche puch sakte hai.